Tuesday, May 24, 2011

Agar hum kahein aur woh muskura dein (Chitra Singh, Jagjit Singh)





Agar hum kahen aur wo muskura de
Agar hum kahen aur wo muskura de
Hum unke liye zindegani luta de

Har ek mord par hum gumo ko saza de
Har ek mord par hum gumo ko saza de
Chalo zindegi ko mohabbat bana dein
Har ek mord par hum gumo ko saza de

Agar khud ko bhoole tu kuch bhi na bhoole
Agar khud ko bhoole tu kuch bhi na bhoole
K chahat mei unki ..... ko bhula de

Agar hum kahen aur wo muskura de

Kabhi gum ki aandhi jinhe chu na paye
Kabhi gum ki aandhi jinhe chu na paye
Wafao ke hum wo nasheman bana de

Har ek mord pe hum gumo ko saza de

Qayamat ke deewane kehte hai humse
Qayamat ke deewane kehte hai humse
Chalo unke chehre se parda hata de

Agar hum kahen or wo muskura de

Saza de sila de bana de mita de
Saza de sila de bana de mita de
Magar wo koi faisla tu suna de

Har ek mord par hum gumo ko saza de
Chalo zindegi ko mohabbat bana de

Agar hum kahen or wo muskura de
Hum unke liye zindegani luta de

Chalo zindegi ko mohabbat bana de

Agar hum kahe or wo muskurade

Chalo zindegi ko mohabbat bana de

Agar hum kahe or wo muskurade

No comments:

Post a Comment