Thursday, May 26, 2011
Apne haatho ki lakeero mein basa le mujhko - Jagjit Singh
Apne haatho ki lakeero mei basa le mujhko
Apne haatho ki lakeero mei basa le mujhko
Mei hu tera tu naseeb apna bana le mujhko
Mujhse tu poochne aaya hai wafa ke manay
Mujhse tu poochne aaya hai wafa ke manay
Ye teri sada dili maar na daale mujhko
Ye teri sada dili maar na daale mujhko
Khud ko mein baat na daalu kahin daman daman
Khud ko mein baat na daalu kahin daman daman
Kar diya tune agar mere hawale mujhko
Kar diya tune agar mere hawale mujhko
Wada phir wada hai mein zeher bhi pee jau katee
Wada phir wada hai mein zeher bhi pee jau katee
Shart ye hai koi baho mei sambhale mujhko
Shart ye hai koi baho mei sambhale mujhko
Apne haatho ki lakeero mei basa le mujhko
Mei hu tera tu naseeb apna bana le mujhko
---
Tuesday, May 24, 2011
Agar hum kahein aur woh muskura dein (Chitra Singh, Jagjit Singh)
Agar hum kahen aur wo muskura de
Agar hum kahen aur wo muskura de
Hum unke liye zindegani luta de
Har ek mord par hum gumo ko saza de
Har ek mord par hum gumo ko saza de
Chalo zindegi ko mohabbat bana dein
Har ek mord par hum gumo ko saza de
Agar khud ko bhoole tu kuch bhi na bhoole
Agar khud ko bhoole tu kuch bhi na bhoole
K chahat mei unki ..... ko bhula de
Agar hum kahen aur wo muskura de
Kabhi gum ki aandhi jinhe chu na paye
Kabhi gum ki aandhi jinhe chu na paye
Wafao ke hum wo nasheman bana de
Har ek mord pe hum gumo ko saza de
Qayamat ke deewane kehte hai humse
Qayamat ke deewane kehte hai humse
Chalo unke chehre se parda hata de
Agar hum kahen or wo muskura de
Saza de sila de bana de mita de
Saza de sila de bana de mita de
Magar wo koi faisla tu suna de
Har ek mord par hum gumo ko saza de
Chalo zindegi ko mohabbat bana de
Agar hum kahen or wo muskura de
Hum unke liye zindegani luta de
Chalo zindegi ko mohabbat bana de
Agar hum kahe or wo muskurade
Chalo zindegi ko mohabbat bana de
Agar hum kahe or wo muskurade
Subscribe to:
Posts (Atom)